sitaro ko chune aasman chal pada
maine kaha mere liye ruko zara
use dekhne mein chanda aur taron se lad pada
shayad nazorn ka dhoka ho chala
yahan se vahan aur vahan se yahaan
use dhoond dhoond kar mein thak gaya
thi woh mann mein, chuppke baithi
jis dhoondhte hue maine raat din ek kar diya
zeher aur pani ka anttar mein kar na saka
zindagi maut se door nazar aai
behak gaya mein us anjani dor mein
gaatho pe chalna chahta hu ab na jane kis ore mein